Wo hath sir per rakhe to ashirwad bn jata hai,
Unko rulane wala jalad bn jata hai..!
Mata-pita k dil kabhi na dukhana …!!
Unka to jhutan b prasad jata hai…! !
Kisi ne Pucha Wo Kaun Si jagah Hai
Jahan Har Galti , Har Gunah, Har Jurm Maaf Ho jata hai
Main Muskurya Aur Bola Papa ka DIL
बेमतलब की इस दुनिया में, वो ही हमारी शान है।। किसी शख्स के वजूद की,
पिता ही पहली पहचान है।।
खून का भी एक रंग होता हैं, पुत्र पिता का अंग होता हैं.
पापा मिले तो मिला प्यार, मेरे पापा मेरा संसार, खुदा से मेरी
इतनी सी दुआ है इस बार मेरे पापा को मिले खुशियाँ अपार
Abu ji mai nahi naraz hoti kisi se bhi Kyun ki aap manane hi nahi aate mujhe
बच्चे मेरी उँगली थामे धीरे धीरे चलते थे फिर वो आगे दौड़ गए मैं
तन्हा पीछे छूट गया
जो चीज खो गई थी मैंने उसे और खोते देखा है मैं दुखी नहीं हूँ जनाब,
सूरबी हूँ क्योकि मैंने अपने बाप को कौने में बैठे छुप – छुप कर रोते
देखा है
Hey bhagwan meri ye zamanat
Teri is adalat mein rakhna,
Main is duniya me rahu na rahu
Mere pyare papa ko sahi salamat rakhna
Phool mein jis tarah khushboo achi lagti hain
Mujhko uss tarah mere papa ache lagte hain
Ya allah salamat or khush rakhe mere papa ko
Sari Duaon mein mujhe ye dua achi lagati hai
Papa hai mohabbat ka naam,
Papa ko hazaron salaam,
Kar de fida zindagi,
Aaye joh bachhon ke kaam.
Papa ki ek dua zindagi bana degi
Khud royenge magar tujhko hasa
Denge kabhi bhul ke bhi papa ko
Na rulana tumhari ek galti poora arsh hila degi
Har ghadi ke saath nibhata bahut mahan insaan hai sach kahu toh
wo bhagwaan hai Papa toh uska pyara sa naam hai.
Baap ki tareef karu kaise, mere sabdo me itna jor nahi.
Aaj bhi meri farmaish kam nahi hoti, Tangi ke aalam mai bhi
papa ki aankhe kabhi nam nahi hoti.
The post Father Shayari appeared first on LoveSove.com.